SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bgs"
Ghazal MATCHES FOR ".bgs"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
go bahs kar ke baat bi.Thaa.ii bhii kyaa husuul
dil se uThaa Gilaaf agar tuu uThaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
chale jo zikr farishto.n kii paarsaa.ii kaa
to zer-e-bahs maqaam-e-bashar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
un ko kyaa fikr ki mai.n paar lagaa yaa Duubaa
bahs karte rahe saahil pe jo tuufaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
der me.n pahu.nchne par bahs to hu.ii lekin
us kii be-qaraarii ko hasb-e-mudda.aa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
zahiin itnii hai us se bahs to ham kar nahii.n sakte
mujhe manTo ke afsaane bilaa-naaGa sunaatii hai
Azeem Kamil
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bas ek raaz-e-tasalsul bas ik tasalsul-e-raaz
kahaa.n pahu.nch ke hu.ii KHatm bahs-e-zaat-o-sifaat