SEARCH RESULTS
Showing search results for ".biro"
Ghazal MATCHES FOR ".biro"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
KHud-biin-o-KHud-shanaas milaa KHud-numaa milaa
insaa.n ke bhes me.n mujhe aksar KHudaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mushkil hai ik banda-e-haq-biin-o-haq-andesh
KHaashaak ke tode ko kahe koh-e-damaavand
Allama Iqbal
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
na ho muKHil mire andar kii ek duniyaa me.n
ba.Dii KHushii se bar-o-bahr par hukuumat kar
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
paayaa na dil bahaayaa hu.aa sail-e-ashk kaa
mai.n panja-e-mizha se samundar bilo chukaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHud-biin-o-KHud-shanaas hai vo is liye mujhe
vo shaKHs jab kabhii milaa Gam-aashnaa milaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
pahnaa.e-bar-o-bahr ke mahshar se nikal kar
dekhuu.n kabhii maujuud o mayassar se nikal kar
Sarvat Husain
Ghazal
jannat kii hai ummiid to dozaKH kaa hai khaTkaa
dushvaar hai maidaan bahut biim-o-rajaa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
biim-o-ummiid se kis tarah nikal jaa.uu.n ki dil
na Thahartaa hai jahaa.n me.n na fanaa hotaa hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ajab kashaakash-e-biim-o-rajaa hai tanhaa.ii
tire baGair tiraa saamnaa hai tanhaa.ii
Zia Jalandhari
Ghazal
ye aap kaTtii hai yaa kaaTtii hai duusrii ko
bas ek biim-o-rajaa me.n pata.ng u.Dtii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
ai vaa.e 'saif' lazzat-e-nairangii-e-hayaat
mar kar uThe.nge biim-o-rajaa ke maqaam se
Saifuddin Saif
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
ai 'bahr' bar-o-bahar me.n gardish rahe ham ko
qismat ne baguulaa tujhe girdaab banaayaa