SEARCH RESULTS
Showing search results for ".camo"
Ghazal MATCHES FOR ".camo"
Ghazal
sa.ii-e-paiham hai taraazu-e-kam-o-kaif-e-hayaat
terii miizaa.n hai shumaar-e-sahar-o-shaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan kab se azaab-e-jaa.n hai
ab to ye zahr rag o pai me.n utar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
tum bichha.Dte ho jo ab karb na ho vo kam hai
dam nikaltaa hai to a.azaa-shikanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n kisii jalve kii aa.nkhe.n mushtaaq
kuchh kam-o-besh ye Gaflat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
qaa.ede kyaa hame.n ma.aluum nahii.n ulfat ke
be-kam-o-kaast magar un ko pa.Dhaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
'qatiil' kaam-o-dahan apnaa saath de.n ki na de.n
vafaa kaa zaa.iqa lekin shabaab jaisaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
talKHi-e-kaam-o-dahan kii aabyaarii ke liye
daavat-e-shiiraaz-e-abr-o-baad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
kartii hai.n mire dil se vo KHaamosh nigaahe.n
kuchh ramz ishaaro.n se bhii kam aur tarah ke
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
jab aah-e-garm chalii dil se saath dau.De ashk
hu.aa yaqiin ki kaam-o-dahan me.n aag lagii
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
tuu mujhe us ke KHam-o-pech bataataa kyaa hai
kuu-e-qaatil to mirii raahguzar hai saa.ii.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
ahkaam yahaa.n dil ke hii chalte hai.n kam-o-besh
ye ishq hai is kii ko.ii kaabiina nahii.n hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
qasam hai ham ko tirii chashm-e-mast kii saaqii
piye.n sharaab to kaam-o-dahan ko aag lage
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
vo tap-e-Gam hai ki suukhe hai.n lab-o-kaam-o-dahan
kaash aa kar vo pilaa.e.n diid kaa paanii mujhe
Raaz Layalpuri
Ghazal
tere baGair talKHi-e-kaam-o-dahan haraam
dard-e-jigar hai lazzat-e-dard-e-jigar nahii.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
lazzat-kashaan-e-saaGar-e-ishrat ko kyaa KHabar
ranj-e-KHumaar talKHii-e-kaam-o-dahan se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
Hadis Salsal
Ghazal
is dil ko kisii dast-e-adaa-sanj me.n rakhnaa
mumkin hai ye miizaan-e-kam-o-besh jalaa de