SEARCH RESULTS
Showing search results for ".doi"
Ghazal MATCHES FOR ".doi"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
do.ii kaa dil se jo parda uThaa diyaa tuu ne
haram kaa dair kaa jhag.Daa miTaa diyaa tuu ne
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
Agha Naginwi
Ghazal
do.ii kaa karb ba.Daa jaa.n-gudaaz hotaa hai
tum apnii zaat me.n mujh ko abhii se zam kar lo
Talib Mahmud
Ghazal
do.ii aisii miTii aaKHir ki ab aa.iine ke badle
tujhii ko ai but-e-aa.iina-siimaa dekh letaa huu.n
Mohsin Darbhangwi
Ghazal
ik jaan se do jaan to honii nahii.n hargiz
yaa mai.n nahii.n yaa ab tirii ham-shiir nahii.n hai
Shaida Allahabadi
Ghazal
us kii umiid-e-naaz kaa ham se ye maan thaa ki aap
umr guzaar diijiye umr guzaar dii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
baat dariyaa.o.n kii suuraj kii na terii hai yahaa.n
do qadam jo bhii mire saath chalaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
use kaun dekh saktaa ki yagaana hai vo yaktaa
jo du.ii kii buu bhii hotii to kahii.n do-chaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ek hii naddii ke hai.n ye do kinaare dosto
dostaana zindagii se maut se yaarii rakho