SEARCH RESULTS
Showing search results for ".emuy"
Ghazal MATCHES FOR ".emuy"
Ghazal
thii nau-aamuuz-e-fanaa himmat-e-dushvaar-pasand
saKHt mushkil hai ki ye kaam bhii aasaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
umuur-e-dil me.n kisii tiisre kaa daKHl nahii.n
yahaa.n faqat tirii chaltii hai yaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
na kuchh KHabar hai hadiiso.n kii in safiiho.n ko
na ye ma.aani-e-ummul-kitaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
bahr-e-hastii ke umuq ko kyaa bataa.uu.n
Duub kar mai.n 'shaad' is me.n kho gayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kyaa tujhe ma.aluum hai dair-o-haram kii ek raah
but-parastii us jagah aur is jagah hai yak umuur
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
mujhe hai KHauf-e-zamaana na niiche dab jaa.e
mai.n apne sar kaa falak ko umuud sau.nptaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
udhar jhukaa.o to hotaa hai jaa ke barso.n me.n
hai jin umuur me.n tum ko abhii se dilchaspii
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
umuur-e-saltanat takraar-e-aadaab-e-shahanshaahii
murassaa KHvaab-gaahe.n masnade.n daalaan the lekin
Sarwar Arman
Ghazal
binaa manzil ke rasto.n kaa safar apnaa rahaa hai
mire dil me.n vo yak-tarfa mohabbat laa rahaa hai
Umood Abrar Ahmad
Ghazal
talaash-e-manzil-e-hastii me.n KHaak-baazii kii
miraa maqaam magar qil.a-e-umuud me.n thaa
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
mai.n bil-umuum jo ho.nTo.n ko band rakhtii huu.n
muKHaalifat me.n bhii apnii pasand rakhtii huu.n
Rehana Qamar
Ghazal
dil mohabbat se bhar na jaa.e kahii.n
tuu bhii yak-dam mukar na jaa.e kahii.n
Umood Abrar Ahmad
Ghazal
na kuchh ufuq kaa pata hai na kuchh umuud kaa hai
na jaane kaisii fazaa me.n hai par-kushaa.ii mirii
Shahid Makuli
Ghazal
umuur-e-KHair me.n kuchh ehtimaam ho na sakaa
maal nek ho jis kaa vo kaam ho na sakaa