SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fdo"
Ghazal MATCHES FOR ".fdo"
Ghazal
dil mar chukaa hai ab na masiihaa banaa karo
yaa ha.ns pa.Do yaa haath uThaa kar du.aa karo
Zaheer Kashmiri
Ghazal
'kaashif'-husain yaar uTho ab to chal pa.Do
chal kar tumhaare paa.nv me.n rasta tak aa gayaa
Kashif Husain Ghair
Ghazal
aashiq ke ra.ng-e-zard ko dekho to ha.ns pa.Do
taasiir us me.n bhii hai vo jo za.afaraa.n me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'bahr' ayyaam-e-judaa.ii me.n na kap.De phaa.Do
ye samajh lo ki shab-e-vasl ke kaffaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Syed Nazeer Hasan Sakha Dehlavi
Ghazal
na pa.Do fikr-e-dahaan-o-kamar-e-yaar me.n tum
ko.ii vaaqif nahii.n ye Gaib ke asraar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
tum faraa.ez-mansabii anjaam do 'rahbar' faqat
mat pa.Do jhag.De me.n tum taqdiir-o-tadbiir ke
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
paar utarnaa hai to phir kuud pa.Do dariyaa me.n
aise mu.D-mu.D ke kinaaro.n kii taraf mat dekho
Altamash Abbas
Ghazal
ghabraa ke tumhii.n chiiKH pa.Do sard chaTaano
is dard ke sahraa me.n to sadiyo.n kii ghuTan hai
Shayar Jamali
Ghazal
kamar kaso to masaafat kii aabruu rakhnaa
jo chal pa.Do to na manzil kii aarzuu rakhnaa
Ahmad Adil
Ghazal
saamaan hai is darja ambaar se sar pho.Do
diidaar karo chhat kaa diivaar se sar pho.Do
Saurabh Shekhar
Ghazal
Niyaz Haidar
Ghazal
Sardar Saleem
Ghazal
hamaaraa kyaa hai kidhar jaa.e.n aur kab jaa.e.n
nikal pa.Do ki tumhe.n vaqt par pahu.nchnaa hai