SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gmjg"
Ghazal MATCHES FOR ".gmjg"
Ghazal
sub.h-e-qayaamat ek dum-e-gurg thii 'asad'
jis dasht me.n vo shoKH-e-do-aalam shikaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
gurg vahaa.n ko.ii sar nahii.n kartaa aahuu par banduuq
us bastii ko jangal kahnaa jangal kii tauhiin
Irfan Siddiqi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bahaar-e-vaadi-e-ga.ng-o-jaman ke saath yahaa.n
vaqaar-e-kausar-o-zamzam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
mustaqbil-e-tahziib kaa naGma vahii Thahraa
jo zamzama-e-ga.ng-o-jaman ham ne banaayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
patthar samaa.ato.n se zabaa.n gu.ng ho ga.ii
ham bhii ga.e to haal sunaane kahaa.n ga.e
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
kyaa zaruurii hai juu-e-shiir kii baat
kyuu.n na ga.ng-o-jaman kii baat kare.n
Haidar Ali Jafri
Ghazal
ek mai.n aur itne laakho.n silsilo.n ke saamne
ek saut-e-gung jaise gumbado.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
maut se guzar kar ye kaisii zindagii paa.ii
fikr paa-ba-jaulaa.n hai gu.ng hai zabaa.n yaaro
Himayat Ali Shayar
Ghazal
merii ga.ng-o-jaman tahziib kii duKHtar hai ye urdu
ise muslim banaane kii ye saazish aam hai saaqii
Ajay Sahaab
Ghazal
dahan-e-gurg se jiitaa jo bachuu.n sahraa me.n
zab.h karne ke liye mol le qassaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaKHmii hu.aa hai naam ko dar-parda husn bhii
yuusuf kaa KHuun-e-gurg se hai pairahan KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
haa.n kahte kahte gung na ho jaa.e dil kahii.n
yaarab mirii zabaan ko taab-e-savaal de
Baqar Naqvi
Ghazal
gurg-e-ehsaas se bachne kii to ko.ii nahii.n raah
sag-e-taKH.iil pe band aa.nkh kaa darvaaza kare.n