SEARCH RESULTS
Showing search results for ".hrz"
Ghazal MATCHES FOR ".hrz"
Ghazal
mai.n aur hazz-e-vasl KHudaa-saaz baat hai
jaa.n nazr denii bhuul gayaa iztiraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ik rishta-e-vafaa thaa so kis naa-shanaas se
ik dard hirz-e-jaa.n thaa so kis ke sile me.n thaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
bahut haz uThaataa hai dil tujh se mil kar
qalaq dekhiye kyaa hu.aa chaahtaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mahfil-e-aish se gar haz ho uThaanaa ai dost
ham se aazurda-dilo.n ko na bulaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
da.n.D pe baa.ndhaa ham ne joshan kii tarah
harz-e-jaa.n qaatil tiraa chhallaa kiyaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
tujhe KHabar hai tujhe sataataa huu.n is binaa par
tuu boltaa hai to haz uThaataa huu.n is binaa par
Taimur Hasan
Ghazal
hirz-e-jaa.n Thahre jo sahraa me.n Thikaana mil jaa.e
bastiyo.n me.n to hai aashufta-sarii kaa mausam
Laiq Aajiz
Ghazal
hirz-e-jaa.n samajhte hai.n ham vatan kii miTTii ko
apne ghar ke KHaaro.n ko ham gulaab likkhe.nge
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
na ziist kaa haz hai na mujhe maut kaa aaraam
huu.n naza.a me.n jaise ki idhar huu.n na udhar huu.n
Meer Hasan
Ghazal
jo saare ham-safar ik baar harz-e-jaa.n kar le.n
to jis zamii.n pe qadam rakkhe.n aasmaa.n kar le.n
Abbas Alvi
Ghazal
vo baa-vafaa nahii.n na sahii KHush-adaa to hai
gar kuchh nahii.n to hazz-e-nazar hii uThaa.iye
Gopal Mittal
Ghazal
jo ra.ng-o-buu ke uThaane me.n haz uThaa liije
mabaadaa phir kaf-e-afsos ko malo saahib