SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jaad"
Ghazal MATCHES FOR ".jaad"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mausam-e-zard me.n ik dil ko bachaa.uu.n kaise
aisii rut me.n to ghane pe.D bhii jha.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
jab mai.n sunaa ki yaar kaa dil mujh se haT gayaa
sunte hii is ke meraa kaleja ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chhuTtaa hai kaun mar ke giraftaar-e-daam-e-zulf
turbat pe us kii jaal kaa paa.egaa pe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Saadullah Shah
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
jii chaahtaa to baiThte yaado.n kii chhaa.nv me.n
aisaa ghanaa daraKHt bhii ja.D se ukha.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
bo.e.nge apne baaG me.n sab KHuubiyo.n ke biij
ja.D se ukhaa.D phe.nke.nge saarii KHaraabiyaa.n