SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jcum"
Ghazal MATCHES FOR ".jcum"
Ghazal
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sham.a jis kii aabruu par jaan de de jhuum kar
vo patingaa jal to jaataa hai fanaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
kyaa jaane kis kii pyaas bujhaane kidhar ga.ii.n
is sar pe jhuum ke jo ghaTaa.e.n guzar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jhuum kar aaj ye shab-ra.ng laTe.n bikhraa de
dekh barsaat ba.Dii der ke baa'd aa.ii hai
Saifuddin Saif
Ghazal
lahraa ke jhuum jhuum ke laa muskuraa ke laa
phuulo.n ke ras me.n chaa.nd kii kirne.n milaa ke laa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kis ne bhiige hu.e baalo.n se ye jhaTkaa paanii
jhuum kar aa.ii ghaTaa TuuT ke barsaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mai.n tez havaa me.n bhii baguule kii tarah thaa
aayaa thaa mujhe taish magar jhuum uThaa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
tarannum 'arz mukarrar sunaa.iye irshaad
kisii ne suniye kahaa bazm jhuum jhuum ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
bismil ke ta.Dapne kii adaa.o.n me.n nasha thaa
mai.n haath me.n talvaar liye jhuum rahaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
Meeraji
Ghazal
saarii mahfil jis pe jhuum uTThii 'majaaz'
vo to aavaaz-e-shikast-e-saaz hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
chaal abr kii chalaa jo gulistaa.n me.n jhuum kar
taa.uus ne qadam tire rahvaar ke liye