SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jdle"
Ghazal MATCHES FOR ".jdle"
Ghazal
kab tak 'qamar' ho shaam ke va.ade kaa intizaar
suuraj chhupaa charaaG jale raat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
so.e to dil me.n ek jahaa.n jaagne lagaa
jaage to apnii aa.nkh me.n jaale the KHvaab ke
Adil Mansuri
Ghazal
har ek ghar me.n diyaa bhii jale anaaj bhii ho
agar na ho kahii.n aisaa to ehtijaaj bhii ho
Nida Fazli
Ghazal
dekho un aa.nkho.n ko jinho.n ne sab dekhaa
dekho un par KHauf ke jaale ab bhii hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
shahr kyaa dekhe.n ki har manzar me.n jaale pa.D ga.e
aisii garmii hai ki piile phuul kaale pa.D ga.e
Rahat Indori
Ghazal
aql har baar dikhaatii thii jale haath apne
dil ne har baar kahaa aag paraa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
tamaam umr jale aur raushnii nahii.n kii
ye zindagii hai to phir ham ne zindagii nahii.n kii
Nadeem Bhabha
Ghazal
zaraa sii der jale jal ke raakh ho jaa.e
vo raushnii de bhale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
na aa.e.n aap to mahfil me.n kaun aataa hai
jale na sham.a to parvaane tho.Dii hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
kis tarah ko.ii dhuup me.n pighle hai jale hai
ye baat vo kyaa jaane jo saa.e me.n pale hai