SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jdle"
Nazm MATCHES FOR ".jdle"
Nazm
dastur
diip jis kaa mahallaat hii me.n jale
chand logo.n kii KHushiyo.n ko le kar chale
Habib Jalib
Nazm
dosti ka hath
basaarato.n pe vo jaale pa.De ki dono.n ko
samajh me.n kuchh nahii.n aataa ki maajraa kyaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
guzishta jang me.n ghar hii jale magar is baar
ajab nahii.n ki ye tanhaa.iyaa.n bhii jal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
apnii gahnaatii hu.ii kokh ko mahsuus kiyaa hai?
jism sau baar jale tab bhii vahii miTTii hai
Gulzar
Nazm
muflisi
kone me.n jaale lapTe hai.n chhappar me.n maka.Diyaa.n
paisaa na hove jin ke jalaane ko lak.Diyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
dhuup jale kahii.n saaya chaahe.n
andhii raate.n diip divaalii
Ibn e Insha
Nazm
parchhaiyan
ki jaise chashma-e-zulmaat me.n jale kaafuur
ye Dhaltii raat sitaaro.n ke qalb kaa ye gudaaz
Firaq Gorakhpuri
Nazm
bint-e-hawwa
meraa aa.nchal jale aur mai.n chup rahuu.n
zulm sahtii rahuu.n aur mai.n chup rahuu.n
Sarwat Zehra
Nazm
bol! ari o dharti bol!
makkhii bhi.nge bhin bhin karte
Dhuu.nDe hai.n mak.Dii ke jaale
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek KHwab ki duri par
sar-e-aa.iina ko.ii sham.a jale
ko.ii sham.a jale aur bujh jaa.e magar aks rahe aa.iine me.n
Iftikhar Arif
Nazm
shaeri pura mard aur puri aurat mangti hai
us kii uj.Dii viiraa.n aa.nkh me.n
nazm kaa diip jale dekhaa hai