SEARCH RESULTS
Showing search results for ".magn"
Ghazal MATCHES FOR ".magn"
Ghazal
in dhyaan-magn sabz daraKHto.n ke ird-gird
ye kaisii raushnii kaa nishaa.n ho rahaa hai dekh
Mahender Kumar Sani
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
adab hai aur yahii kashmakash to kyaa kiije
hayaa hai aur yahii guu-maguu to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n tirii yaad me.n din raat magan rahtaa huu.n
dil dh.Daknaa tire qadmo.n kii sadaa lagtaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
kyaa hu.aa vaa.iz kare hai shor juu.n tabl-e-tahii
vo sar-e-be-maGz goyaa kaa.nsa-e-tambuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
na ho.nge soz-e-mohabbat ke dil-jale ThanDe
bharii hai aatish-e-Gam maGz-e-ustuKHvaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
haal me.n apne magan ho fikr-e-aa.inda na ho
ye usii insaan se mumkin hai jo zinda na ho
Suroor Barabankvi
Ghazal
mujhe ma.asuum sii la.Dkii pe taras aataa hai
use dekho to mohabbat me.n magan kaisii hai
Wasi Shah
Ghazal
aasmaa.n apne iraado.n me.n magan hai lekin
aadmii apne KHayaalaat liye phirtaa hai
Anwar Masood
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
jis qadar baahar kii raunaq me.n magan hotaa gayaa
ba.Dh ga.ii be-raunaqii insaa.n ke andar aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
raat bhar vasl-e-musalsal me.n magan rahtaa huu.n
aa.nkh khultii hai to kirdaar badal jaataa hai
Ahmad Tariq
Ghazal
go-mago me.n zahmat hai sochnaa qayaamat hai
jis taraf kahe jazba be-dha.Dak udhar jaa.o
Unknown
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
sa.aadat-mand qismat par hai.n shaakir
humaa ko maGz-e-baadaam ustuKHvaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
juz KHat ke KHayaal us ke kuchh kaam nahii.n ham ko
sabzii piye ham aksar rahte hai.n magan baiThe
Meer Taqi Meer
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
nahii.n bantii hai kuchh bhii kahte sunte
'ajab kuchh guu-maguu me.n mubtalaa hai.n