SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mvsl"
Ghazal MATCHES FOR ".mvsl"
Ghazal
tum mauj mauj misl-e-sabaa ghuumte raho
kaT jaa.e.n merii soch ke par tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHataa-mu.aaf tiraa afv bhii hai misl-e-sazaa
tirii sazaa me.n hai ik shaan-e-dar-guzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
phirte hai.n misl-e-mauj-e-hu.aa shahr shahr me.n
aavaargii kii lahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
be-ro.e misl-e-abr na niklaa Gubaar-e-dil
kahte the un ko barq-e-tabassum ha.nsii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
us kii bazm-aaraa.iyaa.n sun kar dil-e-ranjuur yaa.n
misl-e-naqsh-e-mudda.aa-e-Gair baiThaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
taariik misl-e-aah jo aa.nkho.n kaa nuur thaa
kyaa sub.h hii se shaam-e-balaa kaa zuhuur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
phuul ke gird phiro baaG me.n maanind-e-nasiim
misl-e-parvaana kisii sham-e-tapaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mauj-e-saraab-e-dasht-e-vafaa kaa na puuchh haal
har zarra misl-e-jauhar-e-teG aab-daar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
huur-o-parii ko rashk thaa ik ek shaKHs par
be-misl the sabhii mah-e-siimaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
kahtaa tiraa kuchh soKHta-jaa.n lek ajal ne
fursat na use misl-e-charaaG-e-saharii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
misl-e-kaliim ho agar maarka aazmaa ko.ii
ab bhii daraKHt-e-tuur se aatii hai baa.ng-e-laa-taKHaf
Allama Iqbal
Ghazal
thii zindagii kii misl shab-e-hijr dosto
aur zindagii kii misl guzartii chalii ga.ii
Ameer Imam
Ghazal
ye kaa.enaat mire saamne hai misl-e-bisaat
kahii.n junuu.n me.n ulaT duu.n na is jahaan ko mai.n