SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ohe"
Ghazal MATCHES FOR ".ohe"
Ghazal
'attaar' ho 'ruumii' ho 'raazii' ho 'Gazaalii' ho
kuchh haath nahii.n aataa be-aah-e-sahar-gaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
aah-e-jaa.n-soz kii mahruumi-e-taasiir na dekh
ho hii jaa.egii ko.ii jiine kii tadbiir na dekh
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mah o sitaara se aage maqaam hai jis kaa
vo musht-e-KHaak abhii aavaargaan-e-raah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n adam se bhii pare huu.n varna Gaafil baar-haa
merii aah-e-aatishii.n se baal-e-anqaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
taariik misl-e-aah jo aa.nkho.n kaa nuur thaa
kyaa sub.h hii se shaam-e-balaa kaa zuhuur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
pindaar-e-aashiqii kii amaanat hai aah-e-sard
ye tiir aaj chho.D rahe hai.n kamaa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dilaa ye dard-o-alam bhii to muGtanim hai ki aaKHir
na girya-e-saharii hai na aah-e-niim-shabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
soz-e-daruu.n se apne sharar ban ga.e hai.n ashk
kyuu.n aah-e-sard ko na pati.nge lagaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
rok paa.egii na zanjiir na diivaar ko.ii
apnii manzil kaa pata aah-e-rasaa jaantii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aah-e-sahar kii merii barchhii ke vasvase se
KHurshiid ke mu.nh uupar aksar sipar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
nigaah-e-garm ki shero.n ke jis se hosh u.D jaa.e.n
na aah-e-sard ki hai gosfandii o meshii
Allama Iqbal
Ghazal
balaa se girya-e-shab tuu hii kuchh asar kartaa
agarche ishq me.n aah-e-sahar se kuchh na hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aah-e-sahar ne sozish-e-dil ko miTaa diyaa
us baav ne hame.n to diyaa saa bujhaa diyaa