SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ohe"
Nazm MATCHES FOR ".ohe"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye zaKHm gulzaar ban ga.e hai.n
ye aah-e-sozaa.n ghaTaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
taamiir-e-KHudii kar asar-e-aah-e-rasaa dekh
KHurshiid-e-jahaa.n-taab kii zau tere sharar me.n
Allama Iqbal
Nazm
online aashiq
jis ko sadma shab-e-tanhaa.ii ke ayyaam kaa hai
aise aashiq ke liye net bahut kaam kaa hai
Khalid Irfan
Nazm
goristan-e-shahi
baatin-e-har-zarra-e-aalim saraapaa dard hai
aur KHaamoshii lab-e-hastii pe aah-e-sard hai
Allama Iqbal
Nazm
kaun le gaya
thaa lutf pahle qahr me.n ab sirf qahr hai
zulmat se mauj-e-aab-e-baqaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
numaish mein
idhar ham ne ik aah-e-sard khii.nchii
ha.nsii phir aa ga.ii apne kiye par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na zauq-e-teG-e-naaz hai na shauq-e-naavak-e-nazar
na naala-e-hazii.n-rasaa na aah-e-sard me.n asar
Qaisar Amravatwi
Nazm
hindostan
ek aah-e-naa-rasaa begaana-e-zauq-e-suKHan
jaise pahlii shaam ko mahtaab kii maddham kiran
Maikash Akbarabadi
Nazm
teri yaad
aag lag jaa.e mabaadaa kahii.n sayyaad ke ghar
Dar ke aah-e-dil-e-naashaad kiyaa karte hai.n
Narayan Das Puri
Nazm
haq-kesh ki fariyaad
miT jaa.egaa aivaan-e-tafaaKHur kaa takalluf
yak shola-e-javvaala hai aah-e-dil-e-naashaad
Bebak Bhojpuri
Nazm
Khaaliq aur taKHliq
aah-e-sard bhar ke ye kahaa
mai.n dast-e-havas se bhii gurezaa.n ab tak
Akbar Hyderabadi
Nazm
bazar
lauT jaa.o ki yahaa.n pyaar kaa haasil kyaa hai
naala-e-shab ke sivaa aah-e-sahar dam ke sivaa
Shahid Akhtar
Nazm
bedar hona chahiye
mushta.il ho jaa.e jab siine me.n aazaadii kii aag
har-nafas ko aah-e-aatish-baar honaa chaahiye