SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pnj"
Ghazal MATCHES FOR ".pnj"
Ghazal
maan ai 'zafar' tuu panj-tan o chaar-yaar ko
hai.n sadr-e-diin kii yahii mahfil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kaun saa phuul sajegaa tire juu.De me.n bhalaa
is shash-o-panj me.n gulzaar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
gunaahgaar hai.n mehraab-e-teG ke saajid
jhukaayaa sar to adaa farz-e-panj-gaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
chausar kaa lutf ye hai ki jis vaqt po pa.De
ham bar-chahaar bole to bar-panj le chalaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
farz barso.n kii ibaadat kaa adaa ho jaise
but ko yuu.n puuj rahe hai.n ki KHudaa ho jaise
Zaheer Kashmiri
Ghazal
ek vahshii sinf se ham ne sharaafat siikh lii
panj-tan kii lau Gazal kii anjuman me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
tirii savaarii me.n kab panj shaaKHe hai.n ai sarv
jilau me.n sehn-e-gulistaa.n se hai chinaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
golii se hal na ho.nge mohabbat se ho.nge hal
qaziye ho.n kaashmiir ke yaa pa.nj-aab ke
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
ye panj-shiil ye jamhuuriyat ye raay-e-avaam
ye ahl-e-zar ne khilaune banaa.e hai.n kyaa kyaa
Wasif Dehlvi
Ghazal
ab shash-o-panj me.n mujh ko rahnaa nahii.n
ho ko.ii faisla saKHt mushkil me.n huu.n
Mumtaz Malik
Ghazal
mai.n shauq-e-vasl me.n kyaa rail par shitaab aayaa
ki sub.h hind me.n thaa shaam pa.nj-aab aayaa
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
rahtaa yahii hai dil me.n shash-o-panj-e-yaar se
aa.iina kyuu.n do-chaar kiyaa ham ne kyaa kiyaa
Shah Naseer
Ghazal
us duudh kaa KHudaa kare kaasa hame.n nasiib
jannat me.n panj-tan kii jo bahtii hai juu-e-shiir
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
panja-e-gulguu.n ke o gul ham hu.e hai.n andaliib
panj-shaaKHe par hamaaraa aashiyaanaa chaahiye