SEARCH RESULTS
Showing search results for ".qlor"
Ghazal MATCHES FOR ".qlor"
Ghazal
mai.n jii rahaa huu.n abhii ai zamiin-e-aadam-KHor
abhii to dekh na tuu itnii ishtihaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
mai.n ne to kiyaa parda-e-asraar ko bhii chaak
deriina hai teraa maraz-e-kor-nigaahii
Allama Iqbal
Ghazal
ham vo shab-zaad ki suuraj kii inaayaat me.n bhii
apne bachcho.n ko faqat kor-nigaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
guu.nge labo.n pe harf-e-tamannaa kiyaa mujhe
kis kor-chashm-shab me.n sitaaraa kiyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kor-chashm ujaalo.n se ishq karte hai.n
jo ghar jalaa ke bhii kahte hai.n raushnii hai naa
Afzal Khan
Ghazal
jo chashm ki be-nam ho vo ho kor to behtar
jo dil ki ho be-daaG vo jal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
samajh tuu kor-savaado.n ko ho jo ilm na ho
agar samajh bhii na ho kor-e-be-asaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ramiidgii kaa bayaabaa.n hai aur be-KHor-o-KHvaab
Gubaar kartaa sukuut o sadaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
kor hai chashm jise da.avaa-e-biinaa.ii hai
shart-e-avval hai jahaa.n diida-e-hairaa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
kor-chashmo.n ke liye aa.iina-KHaana maaluum
varna har zarra tiraa aks-numaa hai kab se
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kor ho jaa.uu.n magar ishq me.n rone ko na rok
naasehaa dil se ziyaada nahii.n pyaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
go taaqat-o-aaraam-o-KHor-o-KHvaab ga.e sab
baare ye Ganiimat hai ki jiitaa to rahaa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
byaaj me.n khet na zevar na vo dhan chaahtaa hai
suud-KHor aaj to beva kaa badan chaahtaa hai