SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rawi"
Ghazal MATCHES FOR ".rawi"
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
baa.is-e-rashk hai tanhaa-ravii-e-rah-rav-e-shauq
ham-safar ko.ii nahii.n duurii-e-manzil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
merii be-raah-ravii is liye sarshaar sii hai
mere haq me.n ko.ii masruuf-e-du.aa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
guzar rahii hai dabe paa.nv ishq kii devii
subuk-ravii se jahaa.n ko masal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tap-e-daruu.n Gam-e-furqat varam-e-payaada-ravii
maraz to itne hai.n aur kuchh davaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kuchh kuchh durust zid se tirii ho chale hai.n vo
yak-chand aur kaj-ravii ai aasmaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
dil pech se na turra-e-pur-KHam ke chhuT sakaa
baalaa-ravii se murG tah-e-daam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
'firaaq' raah-e-vafaa me.n subuk-ravii terii
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik zuud-faraamosh kii be-faiz mohabbat
jaa.uu.ngii guzarte hu.e raavii me.n bahaa ke
Komal Joya
Ghazal
ye nik.hato.n kii narm-ravii ye havaa ye raat
yaad aa rahe hai.n ishq ko TuuTe ta.alluqaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
duniyaa kii be-raah-ravii ke afsaane likhe
aur apnii duniyaa-daarii kaa qissa chho.D diyaa
Saqi Faruqi
Ghazal
KHud mujh ko bhii taa-der KHabar ho nahii.n paa.ii
aaj aa.ii tirii yaad is aahista-ravii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jhuuTo.n kabhii puuchhaa hai to vahm aa.e hai.n kyaa kyaa
maanuus hai.n itne tirii begaana-ravii se