SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rezi"
Ghazal MATCHES FOR ".rezi"
Ghazal
vo khii.nch ke shamshiir sitam rah gayaa jo 'miir'
KHuu.n-rezii kaa yaa.n ko.ii sazaa-vaar na paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ba-qadr-e-hausla-e-ishq jalva-rezii hai
vagarna KHaana-e-aa.iina kii fazaa maa'luum
Mirza Ghalib
Ghazal
tire KHayaal se ruuh ehtizaaz kartii hai
ba-jalva-rezi-e-baad-o-ba-par-fishaanii-e-sham.a
Mirza Ghalib
Ghazal
par-e-parvaana pa.De hai.n shajar-e-sham.a ke gird
barg-rezi-e-mohabbat kaa samar dekhte ho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
charchaa rahegaa us kaa taa-hashr mai-kashaa.n me.n
KHuu.n-rezii kii hamaarii ra.ngiin daastaa.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuu-e-jaanaa.n me.n use hai sajda-rezii kaa jo shauq
merii peshaanii rahiin-e-naqsh-e-paa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHuu.n-rezii me.n ham so.n kii jo KHaak baraabar hai.n
kab sar to faro laayaa himmat tirii aalii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ma.arka garm to Tak hone do KHuu.n-rezii kaa
pahle talvaar ke niiche hamii.n jaa baiThe.nge
Meer Taqi Meer
Ghazal
un aa.nkho.n kii taqdiir ab ashk-rezii hu.ii
aur ashko.n kii taqdiir me.n ra.ng-e-marjaa.n bhii hai
Saqi Faruqi
Ghazal
KHudaa ab jaane kyaa anjaam ho is sajda-rezii kaa
ghisaa jaataa hai teraa sa.ng-e-dar aahista aahista
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
avval yahii hai baa.is-e-KHuu.n-rezii-e-jahaa.n
zevar hai zan hai zor hai yaa zan zamiin hai
Meer Hasan
Ghazal
Professor Mahmood Alam
Ghazal
haadse qatl fasaad aabruu-rezii aGvaa
chho.Diye roz ye qisse nahii.n achchhe lagte