SEARCH RESULTS
Showing search results for ".roqo"
Ghazal MATCHES FOR ".roqo"
Ghazal
miTTii kii ye diivaar kahii.n TuuT na jaa.e
roko ki mire KHuun kii raftaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
dil kii duniyaa hiltii hai roko apnii nazro.n ko
kaafir luuTe letii hai.n aaj tajallii-KHaana bhii
Saghar Nizami
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
aa.nkho.n me.n aa.e ashk ne aa.nkho.n se ye kahaa
ab roko yaa giraa.o hame.n ham to aa liye
Kunwar Bechain
Ghazal
jaise ko.ii jism ke andar diivaare.n sii to.Dtaa hai
dekho is paagal vahshii ko roko is diivaane ko
Saud Usmani
Ghazal
phailte hu.e shahro apnii vahshate.n roko
mere ghar ke aa.ngan par aasmaan rahne do
Azra Naqvi
Ghazal
merii taraf na dekho apnii nazar ko roko
duniyaa-e-aashiqii me.n haijaan ho na jaa.e
Behzad Lakhnavi
Ghazal
dariyaa pe band baa.ndh ke roko jagah jagah
aisaa na ho ki aadmii jii bhar ke ro sake
Ahsan Yusuf Zai
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
phir mai.n bhii kuchh kahuu.ngaa dekho zabaan roko
phir mu.nh chhupaa ke mujh se aa.nsuu bahaa.iyegaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
pur-dard jo dil me.n unhe.n roko na fuGaa.n se
hote hai.n ye KHaamosh to karte hai.n fuGaa.n aur
Arsh Malsiyani
Ghazal
ashko.n ke sailaab-e-ravaa.n ko 'akbar' mat roko
bah jaa.e to bojh ye dil kaa halkaa kartaa hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
tum aqd-e-musalsal se daadaa ko nahii.n roko
shaadii kii zaruurat to fitrat kaa taqaazaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
rok sakte ho to roko maz.habii takraar ko
KHuun yuu.n bahtaa rahaa to ye sadii mar jaa.egii
Aman Chandpuri
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
roko na chashm-e-shoKH ko merii taraf se tum
aa.nkhe.n hai.n dil nahii.n ki milaayaa na jaa.egaa