SEARCH RESULTS
Showing search results for ".skeb"
Ghazal MATCHES FOR ".skeb"
Ghazal
gulaabii gaal shafaq seb surKHii Gaaza ka.nval
tilism chaah bha.nvar naaz sharm narm-garii
Shahzad Qais
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zavaal husn khilvaataa hai meve kii qasam mujh se
lagaayaa daaG KHat ne aan kar seb-e-zaqan big.Daa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
siine pe kahaa mai.n ne ye do seb hai.n kyaa hai.n
sharmaa ke ye chupke se kahaa aur hii kuchh hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
husn gulzaar qamar shakl suraahii gardan
mah-jabii.n seb-e-zaqan chaah-e-zanaKHdaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ab nazar aate ho masjid me.n jabaab-e-'mehdii'
sheb me.n tum ko mubaarak ho musalmaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
lab us ke pista zaqan seb aa.nkhe.n hai.n baadaam
khule jo daa.nt ha.nsii me.n nazar anaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zaqan hai seb to unnaab hai lab-e-shiirii.n
nahii.n hai sarv vo KHush-qad jo meva-daar na ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kyaa maze kaa hai tire seb-e-zanaKHdaa.n kaa KHaal
lazzat-e-meva-e-firdaus hai is daane me.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
meve par baaG-e-jahaa.n me.n ho jo dil ko raGbat
shajar-e-husn se mai.n seb-e-zanaKHdaa.n maa.nguu.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
husn se dil to lagaa ishq kaa biimaar to ho
phir ye unnaab-e-lab o seb-e-zaqan hai kis kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aa.nkhe.n tirii nargis hai.n ruKHsaar tire gul hai.n
chaTvaataa hai ho.nTho.n ko ye seb-e-zaqan teraa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
hai shiisha-e-mai ainak-e-piirii mujhe 'saudaa'
nazzaara-kun ab sheb ke ayyaam kaa huu.n mai.n