SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tkhm"
Ghazal MATCHES FOR ".tkhm"
Ghazal
sabz hotii hii nahii.n ye sarzamii.n
tuKHm-e-KHvaahish dil me.n tuu botaa hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dahqaa.n kii tarah daana zamiin me.n na bo abas
baunaa vahii jo tuKHm-e-amal dil me.n bo.iye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
panaave be-gudaaz-e-mom rabt-e-paikar-aaraa.ii
nikaale kyaa nihaal-e-sham.a be-tuKHm-e-sharaar aatish
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek tuKHm ko rizq-e-shikam-purii na samajh
hunar bhii siikh zamii.n se shajar banaane kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
daaG ugte rahe dil me.n mirii naumiidii se
haaraa me.n tuKHm tamannaa ko bhii buute buute
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
mumkin nahii.n ki gul kare vaisii shaguftagii
us sarzamii.n me.n tuKHm-e-mohabbat mai.n bo chukaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
'vaziir' tuKHm-e-mohabbat ko dil me.n bo apne
zamii.n vo shor hai jis me.n uge na daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
fikr laahaq hai hamesha misl-e-tuKHm-e-naa-tavaa.n
hashr kyaa hogaa daruun-e-aab-o-gil jaane ke ba.ad
Iftikhar Raghib
Ghazal
ishq ko nashv-o-numaa manzuur hai kab varna sabz
tuKHm-e-ashk-e-sham.a ho KHaakistar-e-parvaana me.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kisht-e-duniyaa kyaa KHabar kyaa phal mile
tuKHm-e-Gam ham ne to aa kar bo diyaa
Shad Azimabadi
Ghazal
gul kii na tuKHm murG-e-chaman kar sake talaash
ham KHaam-fitrato.n se tirii justujuu na ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
mai.n tuKHm-e-ashk se tuufaa.n ugaane kii zid me.n
tamaam-shahr ko hairaan kartaa rahtaa huu.n
Asad Badayuni
Ghazal
ishq ne husn kii be-daad pe ronaa chaahaa
tuKHm-e-ehsaas-e-vafaa sang me.n bonaa chaahaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kaisii bhii ho zamiin 'ajab hal hai tab-e-tez
'maa.il' jo bo.e.n ham na ho tuKHm-e-suKHan KHaraab