SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ulqo"
Ghazal MATCHES FOR ".ulqo"
Ghazal
us ko judaa hu.e bhii zamaana bahut hu.aa
ab kyaa kahe.n ye qissa puraanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
justujuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne
is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne
Shahryar
Ghazal
us ko bhii ham se mohabbat ho zaruurii to nahii.n
ishq hii ishq kii qiimat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
khul ke milne kaa saliiqa aap ko aataa nahii.n
aur mere paas ko.ii chor darvaaza nahii.n
Waseem Barelvi
Ghazal
diyaa hai dil agar us ko bashar hai kyaa kahiye
hu.aa raqiib to ho naama-bar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
kii vafaa ham se to Gair is ko jafaa kahte hai.n
hotii aa.ii hai ki achchho.n ko buraa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ham apne aap ko ik mas.ala banaa na sake
isii liye to kisii kii nazar me.n aa na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
vo mire paas hai kyaa paas bulaa.uu.n us ko
dil me.n rahtaa hai kahaa.n Dhuu.nDne jaa.uu.n us ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
hote hii shaam jalne lagaa yaad kaa alaa.o
aa.nsuu sunaane dukh kii kahaanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Ghazal
us ko na KHayaal aa.e to ham mu.nh se kahe.n kyaa
vo bhii to mile ham se hamii.n us se mile.n kyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
sang-e-be-qiimat taraashaa aur jauhar kar diyaa
sham-e-ilm-o-aagahii se dil munavvar kar dayaa
Qaisar hayat
Ghazal
misaal is kii kahaa.n hai ko.ii zamaane me.n
ki saare khone ke Gam paa.e ham ne paane me.n
Javed Akhtar
Ghazal
us ko kho dene kaa ehsaas to kam baaqii hai
jo hu.aa vo na hu.aa hotaa ye Gam baaqii hai
Nida Fazli
Ghazal
bas ek baat kii us ko KHabar zaruurii hai
ki vo hamaare liye kis qadar zaruurii hai
Aftab Hussain
Ghazal
jo ho sakaa na miraa us ko bhuul jaa.uu.n mai.n
paraa.ii aag me.n kyuu.n u.ngliyaa.n jalaa.uu.n mai.n