SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ykm"
Ghazal MATCHES FOR ".ykm"
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
ham ki ab pyaas ke maare bhii nahii.n aa.e.nge
yam-ba-yam aab pukaare bhii nahii.n aa.e.nge
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
hai sharaara havas-aamaada-e-parvaaz bahut
yam-e-zulmaat bulaataa hai ki tuufaan me.n aa
Zeb Ghauri
Ghazal
har ek mauj hai saakit yam-e-mohabbat kii
mire baGair kinaaro.n ko niind aa.ii hai
Qaisar Nizami
Ghazal
mere ashko.n ke ruu-ba-ruu dariyaa
hai ba.Daa farq qatra-o-yam me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
Dhuu.nDne nikle hai.n tujh ko maavaraa-e-aab-o-gil
umr guzrii yam-ba-yam sahraa-ba-sahraa dekhte
Jameel Malik
Ghazal
ham go ki hai.n diivaane magar Garq-e-yam-e-ashk
yuunaan ke maanind hu.aa naam hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kashtii shikastgaan-e-yam-e-iztiraab ko
teraa hii ek naam hai saahil kahe.n jise
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
asiir-e-daam na hogaa miraa dil-e-aazaad
kisii kaa hukm kabhii mauj-e-yam-ba-yam pe chalaa
Jafar Tahir
Ghazal
vufuur-e-ashk se ye haal ho gayaa 'qaisar'
yam-e-alam ke kinaaro.n se baat kartaa huu.n
Qaisar Nizami
Ghazal
Zeba
Ghazal
yam-e-tarab aur na e'tibaar-e-junuu.n rahaa hai
so ishq mere tujhe mai.n KHuld-aashiyaanii likkhuu.n
Anjum Usman
Ghazal
varna ye aariyatan hai jo vajuud apnaa so
guzaraa.n vo to hai juu.n mauja-e-yam yaa ma.abuud
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
yuu.n tirii zulf kii KHushbuu hai sar-e-shaam u.Dii
kashtii-e-fikr yam-e-fan me.n ravaa.n ho jaise