SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zlll"
Ghazal MATCHES FOR ".zlll"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
fikr-e-naala me.n goyaa halqa huu.n ze-sar-taa-paa
uzv uzv juu.n zanjiir yak-dil-e-sadaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
us fasl me.n ki gul kaa garebaa.n bhii hai havaa
diivaana ho gayaa so bahut zii-shu.uur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
rakh diye jaa.e.nge neze lafz aur ho.nTo.n ke biich
zill-e-sub.haanii ke ahkaamaat jaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
ko.ii vaaris ho to aa.e aur aa kar dekh le
zill-e-sub.haanii kii uu.nchii chhat me.n jaale pa.D ga.e
Rahat Indori
Ghazal
hai 'asad' begaana-e-afsurdagii ai bekasii
dil z-andaaz-e-tapaak-e-ahl-e-duniyaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
razm hai KHuun kaa hazar ko.ii bahaa.e yaa bahe
rustam o zaal hai.n malaal ya.anii ki saam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
log tharraa ga.e jis vaqt munaadii aa.ii
aaj paiGaam nayaa zill-e-ilaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
maayuus bhii to karte nahii.n tum za-raah-e-naaz
ta.ng aa ga.e hai.n kashmakash-e-imtihaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
uf talak karte nahii.n zill-e-ilaahii ke KHilaaf
aap ko darbaar kii 'aadat hai darbaarii hai.n aap
Abbas Qamar
Ghazal
shabnam ba-gul-e-laala na KHaalii z-adaa hai
daaG-e-dil-e-bedard nazar-gaah-e-hayaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
gum ho ke har jagah hai.n za-KHud raftagaan-e-ishq
un kii bhii ahl-e-kashf-o-karaamaat zaat hai