SEARCH RESULTS
Showing search results for "Daruu.n"
Ghazal MATCHES FOR "Daruu.n"
Ghazal
jaise ko.ii dar-e-dil par ho sitaada kab se
ek saaya na daruu.n hai na baruu.n hai yuu.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nichlaa rahaa na soz-e-daruu.n intizaar me.n
is aag ne sura.ng lagaa dii mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
aag hii aag mire qarya-e-tan me.n hai 'faraaz'
phir bhii lagtaa hai abhii soz-e-daruu.n kuchh kam hai
Ahmad Faraz
Ghazal
daruun-e-siina jise dil samajh rahaa thaa 'alii'
vo niilii aag hai ye ab pataa chalaa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
soz-e-daruu.n se apne sharar ban ga.e hai.n ashk
kyuu.n aah-e-sard ko na pati.nge lagaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
lauT aa daruun-e-dil se pukaare ko.ii mujhe
duniyaa kii aarzuu me.n na jaa apne aap se
Himayat Ali Shayar
Ghazal
jo bhii daruun-e-dil hai vo baahar na aa.egaa
ab aagahii kaa zahr zabaa.n par na aa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai mire jazb-e-daruu.n mujh me.n kashish hai itnii
jo KHataa hotaa hai vo tiir bhii aa lagtaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
tap-e-daruu.n Gam-e-furqat varam-e-payaada-ravii
maraz to itne hai.n aur kuchh davaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
jitnii ziyaada aagahii ba.Dhtii ga.ii mirii
utnaa daruun-e-zaat simaTtaa chalaa gayaa
Shaukat Fahmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
raaz-e-daruun-e-parda ze-rindaan-e-mast purs
saalik hai kyuu.n hijaab-e-shuhuud-o-vajuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
tum ko ham jaise magar KHush hii nazar aa.e.nge
ye jo ham jaise hai.n aa.nkho.n ke daruu.n rote hai.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
na jaane kaun sii aatish me.n jal bujhe ham tum
yahaa.n to jo bhii hu.aa hai daruun-e-KHaana hu.aa
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n aur Daruu.n saulat-e-duniyaa-e-danii se
KHud larza-bar-andaam hai duniyaa mire aage