SEARCH RESULTS
Showing search results for "Daruu.n"
Nazm MATCHES FOR "Daruu.n"
Nazm
saqi-nama
tire aasmaano.n ke taaro.n kii KHair
zamiino.n ke shab zinda-daaro.n kii KHair
Allama Iqbal
Nazm
aurat
vajuud-e-zan se hai tasviir-e-kaa.enaat me.n ra.ng
usii ke saaz se hai zindagii kaa soz-e-daruu.n
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
ufuq pe Duubte din kii jhapaktii hai.n aa.nkhe.n
KHamosh soz-e-daruu.n se sulag rahii hai ye shaam!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar(3)
mai.n sail-e-nuur-e-andruu.n se dhul gayaa!
mire daro.n kii KHalq yuu.n galii galii nikal pa.Dii
Noon Meem Rashid
Nazm
ramaen ka ek sin
soz-e-daruu.n se qalb o jigar ho ga.e kabaab
piirii miTii kisii kii kisii kaa miTaa shabaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
shama
dii ishq ne haraarat-e-soz-e-daruu.n tujhe
aur gul-farosh ashk shafaq-guu.n kiyaa mujhe
Allama Iqbal
Nazm
alif se ye tak
Daal Daruu.n mai.n bhaaluu se
mai.n nahii.n Dartaa KHaaluu se
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
meri ramaen adhuri hai abhi
daruun-e-KHaana-e-dil me.n ruu-posh hai kahii.n
merii siitaa
Perwaiz Shaharyar
Nazm
naqqad
sher kiyaa jazb-e-daruu.n kaa ek naqsh-e-naa-tamaam
mushtaba saa ik ishaara ek mub.ham saa kalaam
Josh Malihabadi
Nazm
wo harf-e-tanha
ki us kii be-nuur-o-taar aa.nhke.n
daruun-e-aadam kii tiira raato.n
Noon Meem Rashid
Nazm
sukun
na zahr-e-KHand labo.n par, na aa.nkh me.n aa.nsuu
na zaKHm-haa-e-daruu.n ko hai justujuu-e-ma.aal
Akhtarul Iman
Nazm
be-iltifati
tere siine kaa har ik raaz bataa saktaa huu.n
mujh me.n poshiida nahii.n ko.ii tiraa soz-e-daruu.n
Hasan Naim
Nazm
pat-jhaD
mirii taariik fitrat me.n bhii ik taqdiis kaa sho.ala
kisii kaif-e-daruu.n se phuuT jaataa hai