SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dev.Dhii"
Ghazal MATCHES FOR "Dev.Dhii"
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
saltanat jaatii rahii sultaan aadhaa rah gayaa
Dev.Dhii girvii hu.ii daalaan aadhaa rah gayaa
Mansoor Umar
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
baiThne kii jo ijaazat mujhe Dev.Dhii pe milii
bole ahbaab mubaarak tujhe darbaa.n honaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
mai.n Dev.Dhii pe to laTkaa ke aa gayaa ghanTaal
bajegaa yaa na bajegaa mujhe ye fikr nahii.n
Shafaq Sopori
Ghazal
aa.ngan hai na Dev.Dhii na chamelii kaa vo ma.nDvaa
shahro.n ne badal Daalaa hai mafhuum makaa.n kaa
Ateeq Muzaffarpuri
Ghazal
saa.njh phisal kar Dev.Dhii par aa laTkii hai
aa.ngan se chaubaare tak sab laal hu.aa
Gautam Rajrishi
Ghazal
vo aa ke lauT ga.e merii Dev.Dhii se 'sahar'
sukuun-e-dil ke liye nek-faal hai pyaare
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
Shahid Anwar
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sirf dhu.ndlaa.e sitaaro.n kii chamak dekhii hai
kab hu.aa kaun hu.aa kis se KHafaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ga.e hosh tere zaahid jo vo chashm-e-mast dekhii
mujhe kyaa ulaT na dete jo na baada-KHvaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
hijr kii shab mirii tanhaa.ii pe dastak degii
terii KHush-buu mire kho.e hu.e KHvaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki duniyaa tujhe badal degii
mai.n maantaa huu.n ki aisaa nahii.n ba-zaahir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
tere maathe kii shikan pahle bhii dekhii thii magar
ye girah ab ke mire dil me.n pa.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
mohabbat ik na ik din ye hunar tum ko sikhaa degii
baGaavat par utarnaa aur KHud-muKHtaar ho jaanaa