SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dubotaa"
Ghazal MATCHES FOR "Dubotaa"
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
lipaT lipaT ke mai.n us gul ke saath sotaa thaa
raqiib sub.h ko mu.nh aa.nsu.o.n se dhotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jo kashtiyo.n ko Dubotaa hai laa ke saahil par
tumhii bataa.o use naaKHudaa kahuu.n kaise
Nawaz Deobandi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
afsos ye hai us ko Gazaala na mil sakii
KHud ko Gamo.n me.n KHuub Dubotaa rahaa Gazaal
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Aman Kumar Musafir
Ghazal
ha.ns ha.ns ke barq ko to zaraa kiije be-qaraar
ro ro ke abr ko mai.n Dubotaa huu.n aab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
Ataul Hasan
Ghazal
Sujit Sahgal Haasil
Ghazal
yuu.nhii Dubotaa rahaa kashtiyaa.n agar sailaab
to sat.h-e-aab pe chalnaa bhii aa hii jaa.egaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
hone kaa apne vahm saa hotaa rahaa mujhe
yaa'nii saraab-e-zaat Dubotaa rahaa mujhe
Shivendra Singh
Ghazal
mai.n kahaa KHuub sun ke ai naadaa.n
jaa mashiiKHat ko kyuu.n Dubotaa hai
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
ashk ruKHsaar ko dhotaa to suKHnavar hotaa
me.n saliiqe se jo rotaa to suKHnavar hotaa
Afroz Alam
Ghazal
ko.ii to aisaa shaKHs mujhe Dhuu.nD ke laa do
insaaniyat kaa bojh jo Dhotaa dikhaa.ii de
Shahnaz Muzammil
Ghazal
muu-qalam KHuu.n me.n Dubotaa hai musavvir shaayad
aa.nkh kii putlii se tasviir chipak jaatii hai