SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dubotii"
Ghazal MATCHES FOR "Dubotii"
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
dekhte hai.n taraf-e-chaah-e-zaqan ulfat se
muft me.n ham ko Dubotii hai.n hamaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
kis kaa jism chamaktaa hai paanii me.n 'zeb'
kis kaa KHazaana raat nadii me.n Dubotii hai
Zeb Ghauri
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
ek Thahraa hu.aa dariyaa hai mirii aa.nkho.n me.n
kin saraabo.n me.n Dubotii hai tirii pyaas mujhe
Shaz Tamkanat
Ghazal
lene bhii de abhii mauj lab-e-saahil ke maze
kyuu.n Dubotii hai ubharne kii tamannaa mujh ko
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
tiraa bhii haath hai is me.n vagarna sirf havaa
yuu.n kashtii merii kinaare hii par Dubotii nahii.n
Rohit Gaur Ruuh
Ghazal
udhar ugaatii hai fasle.n idhar Dubotii hai
karishme ham bhii tirii aabjuu ke dekhte hai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
Duubte Duubte kashtii ko uchhaalaa de duu.n
mai.n nahii.n ko.ii to saahil pe utar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kise pukaar rahaa thaa vo Duubtaa hu.aa din
sadaa to aa.ii thii lekin ko.ii duhaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jo Duubnaa hai to itne sukuun se Duubo
ki aas-paas kii lahro.n ko bhii pataa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
yahii.n husain bhii guzre yahii.n yaziid bhii thaa
hazaar rang me.n Duubii hu.ii zamii.n huu.n mai.n
Rahat Indori
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
din Duube hai yaa Duubii baaraat liye kashtii
saahil pe magar ko.ii kohraam nahii.n hotaa