SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gairat-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "Gairat-e-ishq"
Ghazal
Gairat-e-ishq salaamat thii anaa zinda thii
vo bhii din the ki rah-o-rasm-e-vafaa zinda thii
Ahmad Faraz
Ghazal
Gairat-e-ishq kaa ye ek sahaaraa na gayaa
laakh majbuur hu.e un ko pukaaraa na gayaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Gairat-e-ishq to kahtii hai ki ab aa.nkh na khol
is ke baa'd ab na ko.ii aur idhar se guzre
Saadullah Kaleem
Ghazal
muddate.n guzrii.n ki yaKH-basta hu.e qalb-o-jigar
Gairat-e-ishq magar soz-e-daruu.n maa.ngtii hai
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
chashm-e-bad-duur bahut phirte hai.n aGyaar ke saath
Gairat-e-ishq se ab tak vo KHabar-daar nahii.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
vo sitamgar KHudaa-e-vafaa ho gayaa
tujh ko ai Gairat-e-ishq kyaa ho gayaa
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
Gairat-e-ishq ne patthar kaa banaayaa mujh ko
varna mai.n KHaak vahaa.n u.D ke bhii jaa saktaa thaa
Yunus Tahseen
Ghazal
Gairat-e-ishq ko paamaal na hone duu.ngaa
zindagii tujh se yahii ahd kiyaa hai mai.n ne
Qamar Anjum
Ghazal
Gairat-e-ishq ne kyaa kyaa na bahaa.e aa.nsuu
sun ke baate.n tirii Gairo.n kii zabaanii royaa
Jafar Tahir
Ghazal
Gairat-e-ishq to maane thii magar mai.n ne 'faraaz'
dost kaa tauq sar-e-mahfil-e-aadaa pahnaa