SEARCH RESULTS
Showing search results for "GauGaa"
Ghazal MATCHES FOR "GauGaa"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jo sotii bhii.D baa.is-e-GauGaa jagaa.e phir
darvaaza ghar kaa us sag-e-duniyaa pe bhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jhunjhlaate ho kyaa diijiye ik bosa dahan kaa
ho jaa.e.nge lab band to GauGaa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
paa-posh naaz kartii hai un kii zamiin par
chashmak-zan-e-sip.har hai gosha kulaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
zamii.n pe zalzala aayaa to pahu.nchaa
mire naalo.n kaa GauGaa aasmaa.n tak
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
qalb par girtii ta.Dap kar phir vahii barq-e-jamaal
har bun-e-muu me.n vahii aashob o GauGaa dekhte
Asghar Gondvi
Ghazal
the ka.ii shaKHs baham harf-zanaa.n
mai.n kahaa un se ye GauGaa kyaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
GauGaa hai sharq o Garb o junuub o shumaal me.n
fitne jagaa ga.ii tirii raftaar har taraf
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kuchh ajab chaal se jaataa hai zamaana ab ke
hashr dekhe hai.n magar hashr kaa GauGaa na sunaa
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
diivaana-e-qad ke kabhii naalo.n ko to suniye
ha.ngaama-e-mahshar kaa saa GauGaa hai to ye hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
na ko.ii shor na GauGaa na haav-huu na KHarosh
KHizaa.n ko mausam-e-deriina-gar kahaa na gayaa
Yazdani Jalandhari
Ghazal
aisii majlis se agar rahiye ba.iid aulaa hai
dil dimaaG apnaa to vo aur ye GauGaa-e-qariib
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
phabtaa nahii.n hai bazm-e-amiiraan-e-dahr me.n
shaa.er ko mere saamne GauGaa-e-shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
GauGaa-e-marg chaaro.n taraf phailne lagaa
kyaa is jahaa.n ko chho.D ga.e baadiya-pasand