SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaama"
Ghazal MATCHES FOR "KHaama"
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
maanind-e-KHaama terii zabaa.n par hai harf-e-Gair
begaana shai pe naazish-e-bejaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
aate hai.n Gaib se ye mazaamii.n KHayaal me.n
'Gaalib' sariir-e-KHaama navaa-e-sarosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ho gayaa farz mujhe shauq kaa daftar likhnaa
jab mire haath ko.ii KHaama-e-faulaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
naqsh-e-naaz-e-but-e-tannaaz ba-aaGosh-e-raqiib
paa-e-taa.uus pa.e-KHaama-e-maanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n na Thahre.n hadaf-e-naavak-e-bedaad ki ham
aap uThaa laate hai.n gar tiir KHataa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye jaantaa huu.n ki tuu aur paasuKH-e-maktuub
magar sitam-zada huu.n zauq-e-KHaama-farsaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai sariir-e-KHaama rezish-haa-e-istiqbaal-e-naaz
naama KHud paiGaam ko baal-o-par-e-parvaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ashjaar hove.n KHaama-o-aab-e-siyah-behaar
likhnaa na to bhii ho sake us kii sifaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ai 'zafar' likh tuu Gazal bahr o qavaafii pher kar
KHaama-e-dur-rez se hai.n ab guhar-baarii me.n ham
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kudaal-e-KHaama se botaa huu.n mai.n junuu.n 'saarim'
so ugte rahte hai.n diivaane mere kaaGaz se
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
parvaana-e-rihaa.ii-e-KHaama to mil gayaa
lekin huzuur ab dar-e-zindaa.n bhii kholiye