SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaama"
Nazm MATCHES FOR "KHaama"
Nazm
goristan-e-shahi
ishq ke ha.ngaamo.n kii u.Dtii hu.ii tasviir hai
KHaama-e-qudrat kii kaisii shoKH ye tahriir hai
Allama Iqbal
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
duniyaa me.n bahut naqsh hai.n dilkash bhii hasii.n bhii
jo KHaama-e-qudrat kii hai tahriir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
malum nahin kyun
ab KHuun ke dhabbe hai.n mudiiro.n kii qabaa par
KHaama dam-e-samsaam hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
Shorish kashmiri
Nazm
barsat ki sham
KHaama-e-qudrat ke paa-e-Dhab shafaq ke rang me.n
sar-ba-sar Duube hu.e hai.n sab shafaq ke rang me.n
Bismil Allahabadi
Nazm
junun-e-wafa
navaa-e-KHaama ho mansuub aaj se pyaaro
shahiid-e-amn kii ruudaad-e-taabnaak ke naam
Jagan Nath Azad
Nazm
qalam
do-jahaa.n me.n hai laqab KHaama-e-qudrat teraa
allah allaah ye hai paaya-e-rif.at teraa
Master Basit Biswani
Nazm
muzahimaton ke ahd-nigar
fikr kii kaaT aur dard kii dhaar se lais shamshiir-e-KHaama siper-e-lauh ham
un se kahnaa
Iqbal Kausar
Nazm
tahniyati nazm
ai 'sabaa' ai KHaama-bardaar-e-gulistaan-e-adab
bin tirii shirkat ke mahfil me.n banii hai baat kab
Safiya Ankolvi
Nazm
shairi ka janaza
KHaama thaa yaa ki ko.ii raKHsh-e-sabaa-raftaar thaa
jo taKHayyul kii havaa se barsar-e-paikaar thaa
Barq Aashiyanvi
Nazm
sardar jafri ke nam
nok-e-KHaama kii karishma-saaziyaa.n
de ga.ii.n us ko hayaat-e-jaavedaa.n
Bismil Aazmi
Nazm
majruh sultanpuri ke nam
qissa-e-'aish-o-tarab yaa daastaan-e-ranj-o-Gam
kii hai us ne KHaama-farsaa.ii sabhii par besh-o-kam
Bismil Aazmi
Nazm
sadiqain
u.ngliyaa.n figaar us kii KHaama KHuu.n-chakaa.n us kaa
husn nuur kii suurat aasmaan se utre
Muslim Shameem
Nazm
sachcha aaina
haath me.n KHaama kaaGaz par naqsh-e-tahriir
sar ko jhukaa.e shaayad vo KHat likhtaa thaa