SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaana-badoshii"
Ghazal MATCHES FOR "KHaana-badoshii"
Ghazal
ab kahaa.n jaa.uu.ngaa uTh kar mai.n yahii.n rahne de
vahshat-e-KHaana-badoshii tuu kahii.n rahne de
Ahmad Irfan
Ghazal
nazar na aa.e ham ahl-e-nazar ke hote hu.e
azaab-e-KHaanaa-ba-doshii hai ghar ke hote hu.e
Haseeb Soz
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
bilaa-sabab bhii nahii.n yaasiyat tabii.at me.n
azal se KHaana-badoshii kaa silsila mai.n huu.n
Zakir Khan Zakir
Ghazal
mirii KHaana-badoshii qabr tak thii
ga.nvaa dii jaan tab ye ghar hu.aa hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Ghazal
musaafirat ke ka.ii marhale tamaam hu.e
ki merii KHaana-badoshii ko ab pa.Daav bhii de
Shakeel Azmi
Ghazal
sirf thii KHaana-badoshii yaa mohabbat kaa junuu.n
hijrate.n kartaa rahaa ik shaKHs saarii zindagii
Azm Shakri
Ghazal
mujh ko to KHair KHaana-badoshii hii raas thii
tere liye makaan banaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
agarche KHaana-badoshii hai KHushbu.o.n kaa mizaaj
miraa makaan to kal raat bhii mo.attar thaa
Raees Warsi
Ghazal
na ko.ii aabla-paa.ii na ghaav chaahtii hai
hamaarii KHaana-badoshii pa.Daav chaahtii hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
terii fitrat to vahii KHaana-badoshii Thahrii
zindagii tujh ko bhalaa kaun Thikaane degaa