SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaanqaho.n"
Ghazal MATCHES FOR "KHaanqaho.n"
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
maktabo.n me.n kahii.n raanaa.i-e-afkaar bhii hai
KHaanqaaho.n me.n kahii.n lazzat-e-asraar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
thaa jahaa.n madrasa-e-shiirii-o-shaahanshaahii
aaj in KHaanqaho.n me.n hai faqat ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
falsafa ishq kaa asraar fan-o-hikmat ke
KHaanqaaho.n se pa.Dhe.n siina-ba-siina siikhe.n
Shahid Mahuli
Ghazal
kuchh dino.n baiTho sar-e-qabr-e-'aziiz'-e-be-navaa
KHaanqaaho.n me.n bahut dushvaar hai kaamil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
fazaa-e-mai-kada-e-dil-kushaa me.n aa.ii hai
hayaat ghuT ke jo niklii hai KHaanqaaho.n se
Shamim Karhani
Ghazal
uljhane.n aur kasak ho ga.ii taqdiir mirii
KHaanqaaho.n me.n bhii jhaa.nk aa.e hai.n jaalii jaalii
Asra Rizvi
Ghazal
qabr se qahr ke aasaar nikal aate hai.n
KHaanqaaho.n me.n bhii darbaar nikal aate hai.n
Muntazir Qaimi
Ghazal
KHaanqaaho.n pe hu.aa piir-e-muGaa.n kaa qabza
aaj mai-KHaane kaa saamaan kahaa.n jaataa hai
Mubarak Azimabadi
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
ham log KHaanqaaho.n me.n jaa.e.nge kis tarah
sab paarsaa hai.n ham saa gunahgaar kaun hai
Raees Akhtar
Ghazal
mirii talaash ko jis ilm se qaraar aa.e
na KHaanqaaho.n me.n paa.ii na dars-gaaho.n me.n
Badnam Nazar
Ghazal
KHaanqaaho.n se hai poshiida ta'alluq jin kaa
raaste aise ga.e hai.n ka.ii maiKHaane ko
Riyaz Khairabadi
Ghazal
shaaho.n ke dar pe jaane se mai.n roktaa nahii.n
lekin tuu KHaanqaaho.n me.n apnaa guzar bhii rakh