SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHanda-e-gul"
Ghazal MATCHES FOR "KHanda-e-gul"
Ghazal
KHanda-e-gul me.n bhii poshiida fuGaa.n ho jaise
shaaKH-e-gul anjuman-e-nauha-garaa.n ho jaise
Kausar Siddiqi
Ghazal
haa.n ise rah-guzar-e-KHanda-e-gul kahte hai.n
haa.n yahii raah nikal jaatii hai viiraane ko
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
hai kis KHayaal-e-KHaam me.n ai KHaarzaar-e-dahr
phir kaamraan-e-KHanda-e-gul-haa-e-tar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
sabab-e-KHanda-e-gul gul ko nahii.n KHud ma.aluum
is tarah ko.ii bhii diivaana banaayaa na gayaa
Zeb Usmania
Ghazal
shagufta aaj kuchh dil kii kalii ma.aluum hotii hai
bahaar-e-KHanda-e-gul zindagii ma.aluum hotii hai
Mohammad Naeemullah Khayali
Ghazal
mausam-e-KHanda-e-gul hai to zabaa.n band rakkhe.n
baat apnii bhii ha.nsii me.n na u.Daa dii jaa.e
Shakeel Gwaliari
Ghazal
hai sadaa-e-KHanda-e-gul KHaar us ke kaan me.n
is liye kahtaa huu.n mai.n naale ko apne khoT khoT
Shah Aasim
Ghazal
shaayad ma.aal-e-KHanda-e-gul hai nigaah me.n
lab par kalii kalii ke 'ajab zahr-e-KHand hai
Suraj Tanveer
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
saut-e-bulbul jigar me.n saaltii thii
KHanda-e-gul namak-fishaa.n bhii thaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tabassum se kyaa KHanda-e-gul ko nisbat
kahii.n mu.nh bhii hai muskuraane ke qaabil