SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHanda-e-gul"
Nazm MATCHES FOR "KHanda-e-gul"
Nazm
phir dhum machai holi ne
phir KHanda-e-gul kaa shor hu.aa
phir mausam-e-gul kaa saaz bajaa
Arsh Malsiyani
Nazm
watan
KHanda-e-gul kii KHabar terii zabaanii aa.ii
tere baaGo.n me.n havaa khaa ke javaanii aa.ii
Josh Malihabadi
Nazm
pandrah august
rakkho na sirf KHanda-e-gul hai.n nigaah me.n
kaa.nTo.n ko bhii ha.nsaa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
wo inqalab ka mutrib
rah-e-najaat kii mash.al jalaa.e aa.nkho.n me.n
labo.n pe KHanda-e-gul kii kiran damaktii hu.ii
Muslim Shameem
Nazm
lamhon ki parastar
KHanda-e-gul kii qasam girya-e-shabnam kii qasam
us ne jo kuchh bhii kahaa mai.n ne vahii maan liyaa
Qateel Shifai
Nazm
tere baghair
KHanda-e-gul hai tabii.at par garaa.n tere baGair
jalva-e-sarv-o-saman me.n ab kahaa.n vo dilkashii
Jauhar Nizami
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
safar qalam ka
tujh ko chalte jaanaa hai
dekh kabhii to mausam-e-gul ko
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
khula- jab chaman mein kutub-KHana-e-gul
کھلا جب چمن ميں کتب خانہء گل
نہ کام آيا ملا کو علم کتابي
Allama Iqbal
Nazm
kuchh nahin ke do pahlu
sharar hai.n ye ha.nsmukh sitaare agar
to har KHanda-e-KHush-numaa kuchh nahii.n
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
indimal
aur marham bhii naapaid thaa
lekin us roz dekhaa jo ik tifl-e-nau-zaa.ida kaa KHanda-e-zer-e-lab
Shakeb Jalali
Nazm
teri hansi
bas ek KHanda-e-be-baak hii se kyaa hogaa
lahuu kii zahmat-e-iqdaam bhii zaruurii hai