SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHanjar-e-bedaad"
Ghazal MATCHES FOR "KHanjar-e-bedaad"
Ghazal
tez jab KHanjar-e-bedaad kiyaa jaa.egaa
ham Gariibo.n kaa galaa yaad kiyaa jaa.egaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
gulshan me.n us ke 'KHanjar'-e-abruu ko dekh kar
shamshiir se hayaa kii kahii.n kaT na jaa.e gul
KHanjar ajmerii
Ghazal
qaatil nahii.n rahii mujhe ummiid-e-zindagii
'KHanjar' kaa tere sar pe mire vaar ho gayaa
KHanjar ajmerii
Ghazal
murG-e-bismil hai.n jo ye sayyaad aaj
tuu ne kyaa 'KHanjar' rakhaa hai daam me.n
KHanjar ajmerii
Ghazal
hamaaraa sar tire 'KHanjar' ke vaar kaa qaatil
hai aarzuu-e-shahaadat me.n har-zamaa.n mushtaaq
KHanjar ajmerii
Ghazal
ye baat musallam hai 'safar' gardan-e-haq par
ik KHanjar-e-bedaad ravaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
jo haath kare baKHiya-garii chaak-e-jigar kii
us haath me.n ab KHanjar-e-bedaad bhii rakkho
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
kaaT lii KHanjar-e-bedaad ne go apnii zabaa.n
lab-e-KHaamosh me.n ik aur bayaa.n baaqii hai
Mohammad Arshad Azmi
Ghazal
na adaa mujh se hu.aa us sitam-iijaad kaa haq
merii gardan pe rahaa KHanjar-e-bedaad kaa haq
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
dekh kar shauq-e-shahaadat bar-sar-e-maqtal miraa
qaatilo.n ne haath se ghabraa ke KHanjar rakh diye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
dekh lenaa pas-e-qaatil bhii ko.ii hogaa zaruur
sirf qaatil hii chalaataa nahii.n KHanjar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hu.aa hai qatl apne fikr-o-fan kaa
magar KHanjar lahuu me.n tar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai apne qatl kii dil-e-muztar ko ittilaa.a
gardan ko ittilaa.a na KHanjar ko ittilaa.a