SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHanjar-e-bedaad"
Nazm MATCHES FOR "KHanjar-e-bedaad"
Nazm
jawab-e-shikwa
gila-e-zaur na ho shikva-e-bedaad na ho
ishq aazaad hai kyuu.n husn bhii aazaad na ho
Allama Iqbal
Nazm
goristan-e-shahi
ruuh-e-musht-e-KHaak me.n zahmat-kash-e-bedaad hai
kuucha gard-e-nai hu.aa jis dam nafas fariyaad hai
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
teG-e-be-daad pe yaa laasha-e-bismil pe jame
KHuun phir KHuun hai Tapkegaa to jam jaa.egaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri yaad
ban ke panchhii jo giraftaar-e-balaa hote hai.n
vo faqat shikva-e-bedaad kiyaa karte hai.n
Narayan Das Puri
Nazm
buniyaad kuchh to ho
bedaad-gar se shikva-e-bedaad kuchh to ho
bolo ki shor-e-hashr kii iijaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yas o umid
kitne hii naavak-e-bedaad kaa naKHchiir huu.n mai.n
shaukat-e-rafta kii taKH.iil bhii ab mushkil hai
Urooj Qadri
Nazm
ek shauhar ka taaruf
vo sitam-iijaad hai vo baanii-e-be-daad hai
hasrato.n kaa KHuun kartaa hai ba.Daa jallaad hai
Manjhoo Begam Lucknowi
Nazm
kuchh agar hai to mile
KHvaab vo KHvaab ki ho jis tamaazat kaa fusuu.n-zaad
KHvaab vo KHvaab ki ban jaa.e shikast-e-be-daad
Kishwar Naheed
Nazm
meri shaeri aur naqqad
siina-e-KHaak me.n be-kaar hu.aa jaataa hai jazb
ruKH-e-be-daad pe ai KHuun jhalak! aah jhalak!
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
faiz ahmad faiz
sunaa hai dast-e-sabaa KHanjar-e-ajal le kar
kisii charaaG kii raKHshandagii ko luuT gayaa