SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHez"
Ghazal MATCHES FOR "KHez"
Ghazal
ye dasht-e-be-taraf hai gumaano.n kaa mauj-KHez
is me.n saraab kyaa ki samundar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
chalo ye sail-e-balaa-KHez hii bane apnaa
safiina us kaa KHudaa us kaa naaKHudaa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
hai savaa neze pe us ke qaamat-e-nau-KHez se
aaftaab-e-sub.h-e-mahshar hai gul-e-dastaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ye mausam-e-gul garche tarab-KHez bahut hai
ahvaal-e-gul-o-laala Gam-a.ngez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zabt-e-junuu.n se har sar-e-muu hai taraana-KHez
yak naala baiThiye to nayastaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
hai vahshat-e-tabii.at-e-iijaad yaas-KHez
ye dard vo nahii.n ki na paidaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
us mauj-KHez dahr me.n ham ko qazaa ne aah
paanii ke bulbule kii tarah se miTaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ai halqa-e-darveshaa.n vo mard-e-KHudaa kaisaa
ho jis ke garebaa.n me.n ha.ngaama-e-rustaa-KHez
Allama Iqbal
Ghazal
puraane hai.n ye sitaare falak bhii farsuuda
jahaa.n vo chaahiye mujh ko ki ho abhii nau-KHez
Allama Iqbal
Ghazal
log kahte hai.n ki is khel me.n sar jaate hai.n
ishq me.n itnaa KHasaara hai to ghar jaate hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
hazaaro.n ishq-e-junuu.n-KHez ke bane qisse
varaq hu.e jo pareshaa.n mire fasaane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
junuu.n jo merii taraf ho vo jast-o-KHez karuu.n
ki dil ho TuuT ke Tuk.De shikasta-paa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
ruKH aaftaab ho.nT ka.nval chaal hashr-KHez
kis shai kii ab kamii hai tumhaare shabaab me.n
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
jumbish-e-abruu-o-mizhgaa.n kai KHunuk saa.e me.n
aatish-afroz junuu.n-KHez sharar-baar aa.nkhe.n