SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHush-haalii"
Ghazal MATCHES FOR "KHush-haalii"
Ghazal
bahut jii KHush hu.aa 'haalii' se mil kar
abhii kuchh log baaqii hai.n jahaa.n me.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ghar me.n KHush-haalii aa.ii zamaane ke baa'd
mujh ko sab kuchh milaa tujh ko paane ke baa'd
Shakir Shaikh
Ghazal
chehre par KHush-haalii le kar aataa huu.n
tum se milne taxi le kar aataa huu.n
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
KHush-haalii kisii roz bhii ghar tak nahii.n aa.ii
is KHvaab kii ta.abiir nazar tak nahii.n aa.ii
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
Ataul Hasan
Ghazal
naa-shanaas-e-ruu-e-KHush-haalii hai tab-e-Gam-nasiib
jab masarrat saamne aa.ii jhijak kar rah ga.ii
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ahd-e-KHush-haalii kaa matlab hii liyaa ayyaashii
ab agar TuuT ga.e ho to shikaayat kaisii
Nazr Fatmi
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
ab kahaa.n Dhuu.nDhtaa hai KHush-haalii
maa.n ke qadmo.n me.n kyaa nahii.n hotaa
Wajid Husain Saahil
Ghazal
har jaanib hariyaalii thii KHush-haalii thii
har chehre ko ha.nstaa dekhaa kartaa thaa
Alam Khursheed
Ghazal
rahegii va.ado.n me.n kab tak asiir KHush-haalii
har ek baar hii kal kyuu.n kabhii to aaj bhii ho
Nida Fazli
Ghazal
kafan kii jeb bhii KHaalii nahii.n hai
ye bad-halii hai KHush-haalii nahii.n hai
Abdurrahman momin
Ghazal
ishtihaaraat lage hai.n mirii KHush-haalii ke
aur thaalii me.n mirii KHushk nivaala bhii nahii.n
Shakeel Jamali
Ghazal
ek ma.asuum kaa sar kaaT ke phir devii se
apnii KHush-haalii ke vardaan liye jaate hai.n