SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuugar-e-hamd"
Ghazal MATCHES FOR "KHuugar-e-hamd"
Ghazal
KHuugar-e-hamd-o-sanaa qaalib-e-insaan me.n aa
mu.nh chhupaa.egaa tuu kab tak merii pahchaan me.n aa
Rafeeq Pilibhiti
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
KHuugar-e-qaid-e-vafaa par khul chukaa zindaa.n kaa raaz
jurm thii vo qaid ye us jurm kii taaziir hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ho ke ham KHuugar-e-mazaaq-e-sitam
lazzat-e-iltifaat bhuul ga.e
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
kisii ke bas kaa dil-e-muztarib na thaa lekin
hamii.n ne KHuugar-e-andoh-e-intizaar kiyaa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
jab se hayaat KHuugar-e-aalaam ho ga.ii
daaman-kashiidgii kii fazaa aam ho ga.ii
Hamid Allahabadi
Ghazal
KHud hii khul jaate hai.n alfaaz ke maa'nii jis par
KHuugar-e-nutq-e-'ajam kaun hai ham jaante hai.n
Amar Ruhani
Ghazal
KHuugar-e-sa.ii-e-mukaafaat-e-amal ban ke 'atiiq'
faa.eda tuu bhii har aasaanii-o-mushkil se uThaa
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
kaam-e-jaanaa.n meraa lab-e-yaar ke bose se sivaa
KHuugar-e-chaashni-e-lazzat-e-dushnaam bhii hai
Aish Dehlvi
Ghazal
KHuugar-e-rasm-e-sitam mai.n hu.aa 'diivaan' ab to
al-Garaz apne liye ahl-e-sitam achchhe hai.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
KHuugar-e-dard-e-mohabbat mai.n hii thaa
kis liye kartaa mai.n zaKHm-e-dil rafuu
Zaheer Abbas Saer
Ghazal
hazaar KHuugar-e-ijz-o-niyaaz huu.n lekin
sar-e-niyaaz har ik aastaa.n pe KHam kyo.n ho
Majeed kham Ganwi
Ghazal
KHuugar-e-sheva-e-tasliim-o-razaa ho jaanaa
ye bhii minjumla-e-aadaab-e-vafaa hai to sahii
Gopal Mittal
Ghazal
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
ham KHuugar-e-tasliim-o-razaa aaj hai.n varna
maazii me.n bahut Thokare.n bhii khaa.e hu.e hai.n
Shakir Khaliq
Ghazal
mujh se ye kah ke vo taaviil-e-jafaa karte hai.n
ham tujhe KHuugar-e-tasliim-o-razaa karte hai.n
Shadan Indauri
Ghazal
mai.n KHud hii KHuugar-e-KHalish-e-justujuu na thaa
dushvaar varna marhala-e-aarzuu na thaa