SEARCH RESULTS
Showing search results for "MUSHQ"
Ghazal MATCHES FOR "musHq"
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n to us zulf kii buu par Gash huu.n
chaaraagar mushk su.nghaate hai.n mujhe
Momin Khan Momin
Ghazal
sumbul se vaasta na chaman se munaasibat
is zulf-e-mushk-baar kaa haal ai sabaa na puuchh
Josh Malihabadi
Ghazal
KHayaal-e-yaar ko diijiye visaal-e-yaar kaa naam
shab-e-firaaq ko gaisu-e-mushk-buu kahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
is liye sab se alag hai mirii KHushbuu 'aamii'
mushk-e-mazduur pasiine me.n liye phirtaa huu.n
Imran Aami
Ghazal
is inqalaab me.n Dhuu.nDo jo mushk aur kaafuur
to ye safed mile aur vo siyaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaa-rab yeh dard-mand hai kas kii nigaah kaa
hai rabt-e-mushk-o-daaG-e-svaad-e-KHutan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
agar us zulf-mushk-aamez se chunnii me.n baal aave
ajab mai.n itr-o-ambar kaasa-e-naGfuur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
kyaa rang terii zulf kii buu ne u.Daa diyaa
kaafuur ho ke mushk KHutan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
yahaa.n ta.ayyun-e-aqdaar bhii zaruurii hai
KHud apne mushk kii qiimat Gazaal puuchhegaa