SEARCH RESULTS
Showing search results for "Yalghaar"
Ghazal MATCHES FOR "yalghaar"
Ghazal
ab dil kii taraf dard kii yalGaar bahut hai
duniyaa mire zaKHmo.n kii talabgaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
KHush daavat-e-yaaraa.n bhii hai yalGaar-e-aduu bhii
kyaa kiijiye dil kaa jo kam-aamez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
sar uThaate hii ka.Dii dhuup kii yalGaar hu.ii
do qadam bhii kisii diivaar kaa saayaa na gayaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
har be-KHataa hai aaj KHataa-kaar dekhnaa
sachchaa.iyo.n pe jhuuT kii yalGaar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
Javed Shaheen
Ghazal
tum to resham the chaTaano.n kii nigah-daarii me.n
kis havaa ne tumhe.n paa-basta-e-yalGaar kiyaa
Atta Shad
Ghazal
shaah-zaadii tire diidaar kii KHvaahish ham ko
daf.atan khii.nch ke yalGaar me.n le aatii hai
Areeb Usmani
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
shab ko yalGaar-e-tafakkur se jo bach nikluu.n mai.n
sub.h-dam taaza KHayaalaat ke lashkar aa jaa.e.n
Pirzada Qasim
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
aa tujhe laal karuu.n zard-ruKHii bint-e-KHizaa.n
surKH sailaab kii yalGaar hu.ii aa.nkho.n me.n
Osama Zakir
Ghazal
Liaqat Jafri
Ghazal
maftuuh bastiyo.n pe hai yalGaar kii gha.Dii
galiyo.n me.n ek lashkar-e-jarraar aa.egaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
yalGaar karuu.n kyaa mire pindaar ke parcham
raste me.n pahaa.Do.n kii tarah aan kha.De hai.n