SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iina-khaane"
Ghazal MATCHES FOR "aa.iina-khaane"
Ghazal
sang kii zad pe sahii aa.ina-KHaane mere
hargiz aasaan nahii.n 'aks miTaane mere
Laeeq Akbar Sahaab
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hai aa.iina-KHaane me.n tiraa zauq-fazaa raqs
karte hai.n bahut se tire ham-shakl judaa raqs
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
kaun aayaa raaste aa.iina-KHaane ho ga.e
raat raushan ho ga.ii din bhii suhaane ho ga.e
Bashir Badr
Ghazal
Mohammad Umar
Ghazal
us KHush-adaa ke aa.ina-KHaane me.n jaa.uu.ngaa
phir lauT kar mai.n apne zamaane me.n jaa.uu.ngaa
Akbar Masoom
Ghazal
partav-e-husn ek hai aur aa.ina-KHaane bahut
ik haqiiqat ne banaa Daale hai.n afsaane bahut
Bismil Saeedi
Ghazal
nauhagar se na kisii aa.iina-KHaane se hu.ii
mo'tabar zaat mirii mere zamaane se hu.ii
Moin Najmi
Ghazal
in pattharo.n ko aa.ina-KHaane se kyaa milaa
tum puuchhte ho mujh ko zamaane se kyaa milaa
Shaiq Saeedi
Ghazal
Munaf Khan muztar
Ghazal
aa.iina-KHaane se daaman ko bachaa kar guzro
aa.iina TuuTaa to rezo.n me.n bikhar jaa.oge
Gulam jilani Asghar
Ghazal
mai.n jis ke tilismaat se baahar nikal aayaa
ik roz usii aa.ina-KHaane me.n chalaa jaa.e
Saqi Faruqi
Ghazal
guzar chuke hai.n kisii aks kii ma.ayyat me.n
ham aise log jo aa.iina-KHaane lagte hai.n
Ashfaq Nasir
Ghazal
jis taraf nazre.n uThii.n ik ajnabii chehra milaa
aa.ina-KHaane me.n apnii justujuu karte rahe