SEARCH RESULTS
Showing search results for "aafaat-e-musalsal"
Ghazal MATCHES FOR "aafaat-e-musalsal"
Ghazal
lazzat-e-gardish-o-aafaat-e-musalsal mat puuchh
jab maraz had se ba.Dhaa rah gayaa darmaa.n ho kar
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
aafaat-e-musalsal me.n ik rabt nazar aayaa
haalaat-e-digar-guu.n me.n zanjiir nazar aa.ii
Talib Chakwali
Ghazal
ko.ii bhii qaid-e-musalsal mirii qismat me.n na thii
mere sayyaad kaa dil TuuT gayaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
dekhiye jaur-e-musalsal pe mire zabt kii taab
lab pe shikva ho gila ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ajab shai hai 'fazaa' zehn o nazar kii ye asiirii bhii
musalsal dekhte rahnaa baraabar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
madad ai jazba-e-ashk-e-musalsal saa.ns lene de
sukhaa lene de bhiigii aastii.n aahista aahista
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
juu.n Guncha-o-gul aafat-e-faal-e-nazar na puuchh
paikaa.n se tere jalva-e-zaKHm aashkaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
'ra.iis' hujra-e-taariik-jaa.n ko khol to duu.n?
jo ko.ii aafat-e-qattaala-e-jahaa.n nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
allah allaah re taqdiis-e-mohabbat kaa fusuu.n
aafat-e-qalb-o-jigar raahat-e-jaa.n hai jaise
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
sad-'ishrat-e-nigaah-e-musalsal KHushaa-nasiib
lekin lataafat-e-nigah-e-muKHtasar kahaa.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
hu.aa saamnaa aafat-e-naa-gahaa.n kaa
pataa chal gayaa barq ko aashiyaa.n kaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
aafat-e-arz-e-samaavii se bachegaa apnaa ghar
ism-e-aazam jab hai shaamil har dar-o-diivaar me.n
Hamid Azimabadi
Ghazal
'jauhar' luTaa.ii ham ne to kul kaa.enaat-e-ziist
lekin us aafat-e-dil-o-jaa.n par asar nahii.n