SEARCH RESULTS
Showing search results for "aahista"
Ghazal MATCHES FOR "aahista"
Ghazal
us kii yaad aa.ii hai saa.nso zaraa aahista chalo
dha.Dkano.n se bhii ibaadat me.n KHalal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
le saa.ns bhii aahista ki naazuk hai bahut kaam
aafaaq kii is kaargah-e-shiishagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chale to kaT hii jaa.egaa safar aahista aahista
ham us ke paas jaate hai.n magar aahista aahista
Mustafa Zaidi
Ghazal
lab khole parii-zaad ne aahista se 'sarvat'
jo.n guftuguu kartaa hai sitaare se sitaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
duniyaa hama-tan-gosh hai, aahista se bolo
kuchh aur qariib aa.o, ko.ii sun na rahaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
sar par zamiin le ke havaa.o.n ke saath jaa
aahista chalne vaale kii baarii na aa.egii
Bashir Badr
Ghazal
khulegii us nazar pe chashm-e-tar aahista aahista
kiyaa jaataa hai paanii me.n safar aahista aahista
Parveen Shakir
Ghazal
khulegii us nazar pe chashm-e-tar aahista aahista
kiyaa jaataa hai paanii me.n safar aahista aahista
Parveen Shakir
Ghazal
ugaa sabza dar-o-diivaar par aahista aahista
hu.aa KHaalii sadaa.o.n se nagar aahista aahista
Muneer Niyazi
Ghazal
dukh navishta hai to aa.ndhii ko likhaa aahista
ai KHudaa ab ke chale zard havaa aahista aahista
Parveen Shakir
Ghazal
dukh kii buu.nde.n kyaa tum ko bhii khaatii rahtii hai.n
aahista aahista Dhahnaa kaisaa lagtaa hai
Khalid Ahmad
Ghazal
apne saa.e saa.e sar-nahu.Daa.e aahista KHiraam
jaane kis manzil kii jaanib aaj kal jaate hai.n log
Himayat Ali Shayar
Ghazal
bas ek hii Thokar se gir jaa.e.ngii diivaare.n
aahista zaraa chaliye shiishe ke makaano.n me.n
Saghar Azmi
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
mudaavaa habs kaa hone lagaa aahista aahista
chalii aatii hai vo mauj-e-sabaa aahista aahista
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
qaabil-e-diid hai aahista-KHiraamii un kii
aa dikhaa.uu.n tujhe zaahid ki qayaamat kyaa hai