SEARCH RESULTS
Showing search results for "aahista"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aahista"
Ghazal
us kii yaad aa.ii hai saa.nso zaraa aahista chalo
dha.Dkano.n se bhii ibaadat me.n KHalal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
PAGE MATCHES FOR "aahista"
MORE MATCHES FOR "aahista"
Ghazal
le saa.ns bhii aahista ki naazuk hai bahut kaam
aafaaq kii is kaargah-e-shiishagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
lab khole parii-zaad ne aahista se 'sarvat'
jo.n guftuguu kartaa hai sitaare se sitaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
chale to kaT hii jaa.egaa safar aahista aahista
ham us ke paas jaate hai.n magar aahista aahista
Mustafa Zaidi
Sher
le saa.ns bhii aahista ki naazuk hai bahut kaam
aafaaq kii is kaargah-e-shiishagarii kaa
Meer Taqi Meer
Sher
inqalaab aa.egaa raftaar se maayuus na ho
bahut aahista nahii.n hai jo bahut tez nahii.n








